Khwaab dekh na tu koi dil mere
Ajnabee se bann wohi mil rahe
Chahat jinse tujhe thi kabhi
Dooriyan mil rahi toh kyun
Phir se yun kismat ko kyun chhod aana wahan
Aye dil gumsum reh tu zara
Na wohi pyaar ka afsana suna
Uss paar khidkiyon se roshni ruki hai
Dibbe mein khushiyaan bhi meri
Mil jaayengi mujhse kabhi
Palkon se haan yeh keh chuki hai
Yaadon se haarti yeh rooh
Na wohi pyaar ka afsana suna