Jaise raat milti sahar se
Khud hi barsenge ye saare phool
Iss shahar ki, sari galiyan
Tab dhadkane, mere dil ki dengi sunayi tujhko
Tujh sang poora hu mai, bin tere aadha nahi
Sang tere sab rang hai, phir kuch bhi saada nahi
Umra bhar sath rehenge hum, ye wada raha
Bin tere pal jo beeta, wo maut se zyada raha
Wo maut se yada raha, wo maut se zyada raha
Bichhad na payenge phir kabhi bhi
Jaise raat milti sahar se
Khud hi barsenge ye saare phool