Zaraa si khwaish tujhe dekhun har subah
Zaraa sa lamha lun zindagi se chura
Dekhun seher mein bhi dopahar mein bhi
Tu hi toh tha har saans mein
Tu aayaton mein chaahaton mein
Dhoondoon main tera pataa
Chahoon galiyon mein ho kinaron mein
In hawaaon mein khusboo teri