LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Jahanpana

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Baat sunna
Jo kaha suna vo chod
Aur baat bata jo kal hua
Ye dil nahi hai maanta
Bas raat bhar sataye mujhe
Hogaya mein gumshuda

Vo bole mujhe Jahapana
Me bolu usse mashuka

Ye chalte raahe mera peshe karta ghudsavari
Ye kal bhi raahi mene jung toh pehle se nay haari
Aage karta nay sipahi ko khada kabhi mein
Phir bhi hara tu aur cheeni mene teri raani

Oh pyaade teri aukat kya
Jhund me aaye phirbhi tumhen mujhko roka kya?
Tere rani se mila tujhhe hi dhoka
Ye haar ke hi roop me diya ghinona taufa mein!

Baat Sunna
Jo kaha suna vo chod
Aur baat bata jo kal hua
Ye dil nahi hai maanta
Bas raat bhar sataye mujhe
Hogaya mein gumshuda

Vo bole mujhe Jahapana
Me bolu usse mashuka


Oh ho darbaro mein ye charitra ka daag leke
Jee rahi ho tum bhi aisi koi aag leke
Socho mat ye log aake tumse kya kahenge
Kehne wale keh chuke aur mar gaye jo sehte

Dar bana hai dar bana rahe
Saath ho hum toh sar khada rakhe
Ladhkhadte ek kadam tere
Maare humko kalpana rahe
"

WRITERS

Dishant Kamble

PUBLISHERS

Lyrics © Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other