Shayad dil mera tumhe yeh
Mere in khwabon mein tera hi khwabon ho
Kya yeh bhi keh diya karna hai
Karta tujhse pyaar yeh mai keh na saka,
Shayad teri khubsurti thi ek wajah,
Shayad woh khuda hai mujhse khafa,
Shayad tera darja mujhse bada,
Tere liye dunia se ladke khada,
Jebe thi choti magar dil tha bada,
Saanson ki mala par naam hai likha,
Tera pyaar mera rehgaya ek tarfa,
Ek tarfa rehgaya mera pyaar,
Barson se kiya bass tera intezaar,
Ae khuda mat le mera imtehaan,
Tere lie chodd du duniya jahan,
palat ke tu dekhle meri aur ek baar,
Karti mujhse pyaar kehde tu ek baar,
Zindagi bhar bus kiya tera intezaar,
Intezaar ke lamho mai pee hai sharab
Shayad dil mera tumhe yeh
Mere naseeb mein tera hi naam ho
Mere in khwabon mein tera hi khwabon ho
Kya yeh bhi keh diya karna hai