Raha Jaye Na Ek Lamha Qasam Se
Raha Jaye Na Ek Lamha Qasam Se
Karo Is Qadar Tum, Muhabbat Na Hum Se
Karo Is Qadar Tum, Muhabbat Na Hum Se
Dabe Paon Dil Mein Utarne Lage Tum
Meri Dhadkano Se Guzarne Lage Tum
Bharose Ki Ladiyan Judi Tumse Saajan
Meri Jaan Mujh Mein Bikharne Lage Tum
Hai Raushan Ye Duniya Tumhare Hi Dum Se
Hai Raushan Ye Duniya Tumhare Hi Dum Se
Karo Is Qadar Tum, Muhabbat Na Hum Se
Karo Is Qadar Tum, Muhabbat Na Hum Se
Tere Naam Ka Hai In Ankhon Mein Kaajal
Adhuri Thi Pahle Hui Ab Muaqammal
Zamane Ki Parwah Mujhe Ab Kahan Hai
Bahut Tez Barsa Hai Chahat Ka Badal
Badalne Lagi Hoon Milkar ke Tumse
Badalne Lagi Hoon Milkar ke Tumse
Karo Is Qadar Tum, Muhabbat Na Hum Se
Karo Is Qadar Tum, Muhabbat Na Hum Se