LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ishq ki baatein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Chalo kar lete hai thodi ishq ki baatein... Fir kat jayenge din aur kat jayengi raatein... Chalo kar lete hai thodi ishq ki baatein... Fir kat jayenge din aur kat jayengi raatein... Yaad hai mujhko tera mere gali se yu guzarna Aha.... Yaad hai mujhko tera mere gali se yu guzarna Fir aagey ja ke gali ke nukkad pe mujhe dekh ke hasna Fir aagey ja ke gali ke nukkad pe mujhe dekh ke hasna Main bhula nahi sakta wo din aur raatein.. Chalo kar lete thodi ishq ki baatein Fir kat jayenge din aur kat jayengi raatein... Chalo kar lete thodi ishq ki baatein Fir kat jayenge din aur kat jayengi raatein... Har sham ko tere naam ke main kitne deep jalau... Har sham ko tere naam ke main kitne deep jalau... Karta rahun sazda tera Tujhe kitna main chahun... Tu bhi agar kah de mujhe Mujhe tera hai ban na Nahi jagna mujhe tanha yuhi Teri baahon mein hai sona O khuda mujhe de de mere pyaar ki suogaatein Chalo kar lete h thodi ishq ki mulaqatein Fir kat jayenge din aur kat jayengi raatein... Chalo kar lete h thodi Baahon mein tera aana Mera sabko bhul jana Acha lagta hai mujhko Tera ye nazrana... Baahon mein tera aana Mera sabko bhul jana Acha lagta hai mujhko Tera ye nazrana.... Tere chand si ye soorat maine dil mein basa li hai Dekhi thi khwabon mein duniya Vo tujh mein paa li hai Bhula nahi sakta mein vo din aur raatein Chalo kar lete h thodi ishq ki baatein ... Fir kat jayenge din aur kat jayengi raatein ... Chalo kar lete h thodi ishq ki baatein ...

WRITERS

Dr. Sharma, Dev Negi

PUBLISHERS

Lyrics © Vusic Records

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other