Na jaane kyun saath reh ke bhi ek din
Hoti zaroori hai baatein kayi
Na jaane kyun saath reh ke bhi ek din
Hoti zaroori hai baatein kayi
Aata nahi dil ko khud pe yakeen
Dekh kar din, Guzarte kayi
Ab wo kahan hai, hai kis haal mein
Baatein kiya karte the hum badi
Hum rahenge sadaa saath hi
Hone lagi jo zaraa galtiyan
Kehte hain wo ab bhi karte hain shaamil
Hum yaadon mai tumko kabhi
Par hoti zaroori hai baatein kayi
Shayad samjhoge tum ye nahi
Hum bhi samajhte bahaane ye unke
Haan hoti zaroori hain baatein kayi