Kahan Se shuru, Kahan Pe Hai Ant
Kya Shuny Hai, Kya Hai Anant
Shivaaya Shivaaya Shivaaya
Shivaaya Shivaaya Shivaaya
Dariya Mein Sagar Dube Samaye
To Kanto Se Bhi Khusboo Aaye
Vo Muskuraye Sau Thokar Khake
Baita Ho Tujhse Jo Aas Lagaye
Shivaaya Shivaaya Shivaaya
Dhoop Mein, Chhav Mein Tu Hai
Baheti Hawaon Mein Tu Hai
Ghataon, Fizaon mein Tu Hai
Manzil Pe, Rahon Mein Tu Hai
Mere Ghar, Mere Gaon Mein Tu Hai
Shivaaya Shivaaya Shivaaya
Shivaaya Shivaaya Shivaaya