Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Main betha jaha waha, roll bane
Roll kare sleeves meri do jane
Bohat tane khade poori shot gun hain
Shawty ka raaz jaan le wo teri sautan hain
Often hai, Yo-one hain, loshan hai
Local hai, cotton hai, koshal hai, condom hain
Jo bhi hain bohat kam hai
Costume mein betha tu kyu josh mein
Teri zulfo mein kho chuke
Ye daag in zakhmo pe ro chuke
To chuke, chor chuke tujhe
Har shaam mein dooba hu scotch mein
Har waqt mein dooba hu soch mein
Tujhe bech du, mein thok mein
Bechook mein, bandook mein
Baja thooth pe, wajah poochte
Hum rushth they, hum khush they
De du jaan main teri ek look pe
Tere khaab mein toota hoon ishq mein
Tere maathe pe Q aayi shiqne
Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Khoon me kisi school me karte eijaat ni
Na ijjat na shorat phir choti si baaton pe kahasuni
Bas kehne ko yaar ye ginti me aate kuch khaas ni
Baith ke neeche ek chat ke sath me kabhi na saans li
Inki shakal na dekhu ye feku se lagte hain aalsi
Kuch karne ki soch me baithe baithe mare deenge or bole they're proud of me
Kare bina share inki story pe daalu m ghaas ni
Yeh baatein jo kari inki samajh se pare (Yeah)
Aajkal ke ye londe inki peeth pe par hain (Haan)
Aasmaan me uden or manjhe ko chule (Yeah)
Kate phir ghach see (Aye)
Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi