Kadam yeh akele chalein hain
Yeh raah akele takke hain
Khuda pe bharosa karein hain
Yeh taqdeer se na dare hain
Haule haule tera rasta dekhe jahan
Tere bagair chalna akele seekh liya
Jo tu na hai mila, toh hua mai lapata
Tune di jo yeh saza, keh diya alvida
Kadam yeh akele chalein hain
Khuda pe bharosa karein hain
Yeh taqdeer se na dare hain