Nikrishta chakari bheekh nidaan
Kisaan chakravyu men abhimanyu
Aakda uplabdh nahi bandhu
Atmahatya report prakashit?
Majbooran aandolan ka rasta
Sadakon pe utarna - pad raha
Aakarosh panapti har disha
Badhti laagat tezi se phaslon ki
Private kampaniyon ki mehengi
Ekyavan pratibandhit ko ijazat
Testify? Bimariyon ki aadat
Chhattisgarh se Karanataka
Bihar Hariyana MP maharashtra
Doodh peyaaj tamatar pheke
Phir bhi kyu nahi aati khabre
News men main ascharyachakit hoon
Aar jodi tor daak shune keu naa ashe
Bemausam barish olabrishti badh
Sukha chakravaat nirasha bar bar
Har saal har ghante marte desh men
Kaudi ke daamon men bikti
Gareebi, khana do waqt ki na
Ko kaise school kaise shiksha
Aar jodi tor daak shune keu naa ashe
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS, INRECO / HINDUSTHAN MUSIC PUBLISHING PRIVATE LIMITED, O/B/O DistroKid, Royalty Network, Sony/ATV Music Publishing LLC