LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tere Kaamon Ke Sabab

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tere Kaamon ke Sabab se
Main Shadiyana Bajaunga.
Tere Kaamon ke Sabab se
Main Shadiyana Bajaunga.

Apni ruh ai khuda, Apni ruh ai khuda,
Tujhe Diye main Jaunga.

Tere Kaamon ke Sabab se ,
Main Shadiyana Bajaunga
Music

Subh ko teri main shafqat ka
Izhaar karne aaunga ,
Aaa...
Subh ko teri main shafqat ka
Izhaar karne aaunga ,

Aamiq(Profound) khyalon ke waseele
Aamiq khyalon ke waseele
Tere Geet main Gaunga.

Tere Kaamon ke Sabab se ,
Main Shadiyana Bajaunga.
Tere Kaamon ke Sabab se,
Main Shadiyana Bajaunga.
Music

Manind Khujur darakht ke
Sadiq Sarsabz hoga,
Manind Khujur darakht ke
Sadiq Sarsabz hoga,

Barghahon mein khuda Ki,
Barghahon mein khuda Ki
Bhudhe bhi honge Tejas.

Tere Kaamon ke Sabab se ,
Main Shadiyana Bajaunga.
Tere Kaamon ke Sabab se
Main Shadiyana Bajaunga.

Apni ruh ai khuda, Apni ruh ai khuda,
Tujhe Diye main Jaunga.

Tere Kaamon ke Sabab se ,
Main Shadiyana Bajaunga

Tere Kaamon ke Sabab se ,
Tere Kaamon ke Sabab se ,
Tere Kaamon ke Sabab se ,

WRITERS

Evon Peter

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None