LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tu Aaya Nai

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Agar mai maangu toh
Kya saath mera doge
Agar mai galat fir bhi
Kya jahan se ladoge

Sapno me chede jo zulfein
Kya uss samay wo tumhi the
Pakdoge kya tum mera haath

Kya uss gali me tumhi the
Teri khushbu thi uss jagah pe
Puchungi tumse kya doge jawab

Teri kitni der raah dekhi
Fir bhi tu aaya nai

Mujhe yaad pehli baari jab chua tha tujhe
Tere hotho ko choom ke kuch hua tha mujhe
Teri pyari baatein sunte sunte
Pata nai chala kab 16 se hum 23 ke hue
Ab credit card ke bills aur sar pe loan hai
Na koi pyaari baatein
Na hathme phone hai
Ab mai din raat laga rehta kaam me or
Tere sath rehna haan wo bhi gone hai
Teri gali me aya to mai zarur tha par
Tujhe pata nahi kya uski wajah thi
Tujhse milkar na jana meri jaan—e—mann
Haan mere liye bhi kaafi badi haan sazaa thi

Tere liye na din na raat dekhi
Aur
Tu kehti aaya nai

Haan fir bhi mai aaya nai

WRITERS

Yatin

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other