Dhoonda hai mene sabhi me
Kisi mei na dikhi hai shabi tere jesi
Dhoonda hai mene sabhi me
Kisi mei na dikhi hai shabi tere jesi
Shayad ussay ye pata nahi
Dard hai mene saha ya nahi
Jab se hui hain judaiyan ye
Hoon mein kisi ka raha nahi
Bicharnay ki khaas wajeh nahi
Is terhan mein kuch tha hua tera
Jese pehlay kisi ka mein tha hi nahi
Dhoonda hai mene sabhi me
Kisi mei na dikhi hai shabi tere jesi
Dhoonda hai mene sabhi me
Kisi mei na dikhi hai shabi tere jesi
Dhoonda bohot per mili na
Kabhi nasheeli ankhain aisi
Na janay hui wo batain kesi?
Jab se gai tu na hai khaber tujhe
Dhoonda hai mene sabhi me
Kisi mei na dikhi hai shabi tere jesi
Dhoonda hai mene sabhi me
Kisi mei na dikhi hai shabi tere jesi