Tera hota na ziker tou mujhe kaghazon mei lagti kami
Khuwabon mei hai ana jana tera haqeeqat mei na milay kabhi
Tujhe meri na fiker tu mujhe bolde
Dil mei dabay raaz akay saray kholde
Aisa lagta tere siwa koi hai hi nahi
Tera nasha seedha asar kerta soul pe
Tera hota na ziker tou mujhe kaghazon mei lagti kami
Khuwabon mei hai ana jana tera haqeeqat mei na milay kabhi
Tareef teri karun loug geet samajhtay hain
Dar ka ye tere mureed samajhtay hain
Teri ek jhalak aur meri jaan chali jayegi
Teri deed ko hum eid samajhtay hain
Basi zindagi mei meri tu ek ittar ki terhan
Wahin rukh mera jidher ziker ho tera
Mere dil mei makaan tera ajj bhi
Mein tou roz shaam teri fiker mei khara
Khamoshi itni ayena bhi baat ker raha hai
Ek shaqs haath thaam k faryaad ker raha hai
Meine chaand ko zameen pe bulalia hai
Andhere se mera yaar der raha hai
Isharay mere bohot khoob samajhtay hain
Tumhe ye mera mehboob samajhtay hain
Hum tou khuwaab mei bhi kertay hain deedar tera
Neend mei bhi tera hum wajood samajhtay hain
Tera hota na ziker tou mujhe kaghazon mei lagti kami
Khuwabon mei hai ana jana tera haqeeqat mei na milay kabhi