Is mard ko dua bhi na lagi
Khudgharzi bss wafa hi na mili
Jinkay paas wo bss wohi khushnaseeb
Uss shaqs ko saza bhi na mili
Is mard ko dua bhi na lagi
Khudgharzi bss wafa hi na mili
Jinkay paas wo bss wohi khushnaseeb
Uss shaqs ko saza bhi na mili
Nahi chahiye tu per khush nahi tere bin zara bhi
Perchai hai tu, dil maanta, yehi kharabi
Ab kyun nhi pehlay bhi theek tha me bin Tere
Ye aadaton ka jaal bin talay na chaabi
Sab k saath tum gher aye ho
Is mard ko dua bhi na lagi
Khudgharzi bss wafa hi na mili
Jinkay paas wo bss wohi khushnaseeb
Uss shaqs ko saza bhi na mili
Is mard ko dua bhi na lagi
Khudgharzi bss wafa hi na mili
Jinkay paas wo bss wohi khushnaseeb
Uss shaqs ko saza bhi na mili
Mard ka hai paisa sirf saga
Uski yaadon me na aisa kuch dikha
Yahan rotay huwe dedete dagha
Yahan baton ki na milegi kami
Yaad raaton me thi sansen jo thami
Log kaafi unki nazron mein thay
Unka shikaar banay bss hamhi
Is mard ko dua bhi na lagi
Khudgharzi bss wafa hi na mili
Jinkay paas wo bss wohi khushnaseeb
Uss shaqs ko saza bhi na mili
Is mard ko dua bhi na lagi
Khudgharzi bss wafa hi na mili
Jinkay paas wo bss wohi khushnaseeb
Uss shaqs ko saza bhi na mili