Khwabon khayalon mein aate ho tum
Meri dhadkanein badhate ho tum
Tumhein hai pata tumpe marte hain hum
Mujhe itna kyun satate ho tum
Keh do na tumhein bhi mohabbat hai humse
Ijazat hai puri tumko sanam
Baatein dil ki mujhse kaho
Chhupao na baatein mujhse sanam
O sanam o sanam tere huye hain hum
O sanam o sanam tere rahenge hum
Tumhein dekhte hain tumhein sochte hain
Tumhein maangte hain rab se hum
Tumhein itna chaha dil mein basaya
Tumse mohabbat karte hain hum
O sanam o sanam tere huye hain hum
O sanam o sanam tere rahenge hum
Teri hi baatein karein raat din
Teri hi chahat mein doobe hain hum
Teri adaon ne ye kya kiya
Khud se bhi ab to begane hain hum
Aaja kareeb ab door na ja
Dil ye tujhe hi pukare sanam
O sanam o sanam tere huye hain hum
O sanam o sanam tere rahenge hum