LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Jaadu

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khwaab sa yeh jahaan Neela sa aasmaan yahan
Tu hee tu hai har Taraf daikhoon mein jahaan jahaan
Kehkashan ke sitaray at sub tumharay sub tumharay
Kehkahsan ke nazaray sub pukaray sub pukaray

Jaadu hai tumhara mujh pe Saara tum jab saath ho
Jaadu hai tumhara mujh pe saara jab tum pass ho

Chand ki roshni mein haseen dilnashin mera koi Aisa kahan
Dooriyan faasle ab nahin rahe darmiyaan aisa laga
Kehkashan ke sitaray sub tumharay sub tumharay
Kehkahsan ke nazaray sub pukaray sub pukaray

Jaadu hai tumhara mujh pe saara tum agar saath ho
Jaadu hai tumhara mujh pe saara jab tum pass ho

Kuch kehnay dou
Inn ankhon se
Dou Baatain tou kar lainay dou

Jaadu hai tumhara mujh pe saara tum jab saath ho
Jaadu hai tumhara mujh pe saara tum jab saath ho

Jaadu hai tumhara mujh pe saara jab tum paas ho
Jaadu hai tumhara mujh pe saara jab tum pass ho

WRITERS

Ahsan Pervaiz Mehdi

PUBLISHERS

Lyrics © Unison Rights S.L.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other