Jahan mai kiya ek tu he baqi tha
Ya bs yadoon ka silsila he tha
Jbse hoa hai tu mghse judaa
Na dekha maine kisi ko na socha tha ye kbhi
Mere ask jesi thi jo kyn mere baraqas hogai
Han sochta tghko har pal mehsos hoti kami
Jin ankon mai sirf khushi thi ab unmai baqi nami
Tu he tu dikhe har jagah mghe jeeta raha mai teri khatir
Umeed thi meri tghse har juri tu he bngai uski katil
Is dil ko krke tu be ghar
Kesy bani prhti hai befikar
Tgko kbhi thi na meri beqadar
Kyun phir krta raha mai bas sabar
Tere badalne ka , mai sambahal leta
Jahan mai kiya ek tu he baqi tha
Ya bs yadoon ka silsila he tha
Jbse hoa hai tu mghse judaa
Mai khud se chupata teri baatein
Deta khud ko jhutte dilase
Par bharta nhi gehra zakham
Na karam hoa na shifa mili
Bad dua thi wo jo saza mili
Guzor tha tera jo khud pe
Jesy phol k kaante hain chubte
Jahan mai kiya ek tu he baqi tha
Ya bs yadoon ka silsila he tha
Jbse hoa hai tu mghse judaa