Om tryambakam yajamahe sugandhim pushtivardhanam
Urva rukmiv vandanan mrutyu aur mokshiy mamritat.
Jata mein jinki ganga viraje
Mathe ardh chandrama saje
Jata mein jinki ganga viraje
Mathe ardh chandrama saje
Gale mein sarpon ki mala jo pahne
Gale mein sarpon ki mala jo pahne
Laagi lagan meri shiv tripurari se
Main to shiv ki bhakti mein magan hun
Mujhe kya lena is duniyadari se
Re main to shiv ki bhakti mein magan hun
Mujhe kya lena is duniyadari se
Re mujhe kya lena is duniyadari se
Kurpoor gauram karunavataram
Sansar saram bhujagendra haram
Sada vasantm hridaya ravinde
Bhawam bhavani sahitam namami
Ant bhi tum ho anant bhi tum ho
Kann kann mein bhole tum hi samaye
Hath trishul aur damru saje
Ang ang mein rahte bhasam ramaye
Neelkanth kahlate vo swayambhu
Sabke man ko jo baten vo swayambhu
Chhavi hai jinki sare jag se nyaari
Main jinki bhakti mein rahata magan hun
Baba mere vo bhole bhandari
Main jinki bhakti mein rahata magan hun
Shiv shankar mere bhole bhandari
Ho bhole bhale mere shiv tripurari
Tujhko puje har nar aur nari
Sab per hoti hai kripa tumhari
Bhaang dhatura hai arpan tujhko
Sun lijiye shambhu arj hamari
Falel singh baba tera pujari
Falel singh bhole tera pujari
Jo bhi hai so hai kripa tumhari se
Main to shiv ki bhakti mein magan hun
Mujhe kya lena is duniyadari se
Re main to shiv ki bhakti mein magan hun
Mujhe kya lena is duniyadari se
Bhole baba sun le meri baat
Aur na dusra tere siva koi hoga
Ab to jab tak jindagi hai
Juban per bus tera hi naam hoga
Re main to shiv ki bhakti mein magan hun
Mujhe kya lena is duniyadari se
Re main to shiv ki bhakti mein magan hun
Mujhe kya lena is duniyadari se
Re mujhe kya lena is duniyadari se