LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Naa Raha (feat. Shriya Jain)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hum kyun hum
Hain ghumsum
Jaanu na main
Jaano na tum
Tumse kahun main kya
Ab aur kya bacha
Dil kyun tumse laga
Kyun laga
Teri ye baatein ab
Baatein hi lagti hain
Inpe mujhe yakeen
Naa raha
Naa raha naa raha
Dil tera naa raha
Kya hua kya hua
Esa bhi kya hua
Ishq farebi
Mera na tha
Hui tumko
Galat femiyan
Khone Se tumko
Darta hun main bhi
Phir kyun rehti ho
Tum sehmi han
Kitna dikha lein
Pyar hum tum
Faasle to hain
Ab darmiyaan
Beparwah tum
Khoob rahe ho
Tabhi badhi
Gehma gehmiyan
Naa raha naa raha
Dil tera naa raha
Kya hua kya hua
Esa bhi kya hua
Naa raha naa raha
Dil tera naa raha
Kya hua kya hua
Esa bhi hya hua

WRITERS

ABIR ABIR

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

Coarse Language