Unhe jo dekhu aankh bharke
Ye zindagi khwaab lagti hai
Kalam kaato pe likhti phool
Jab unki baatein chidti hai
Aur kalam meri tootti hai
Bas shaakir ki nazm chalti hai
Unhe jo dekhu aankh bharke
Ye zindagi khwaab lagti hai
Murde ki bhi saas chalti hai
Munkir ki bhi aas uthti hai
Kaun Ghalib Kaun Faiz Kaun Gulzaar
Kaisi woh nazmein jinme tera naam hi nahi
Mujhe toh woh bejaan lagti hai
Mujhe toh woh bejaan lagti hai
Unhe jo dekhu aankh bharke
Ye zindagi khwaab lagti hai