LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Wavy Shit

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Assam ka launda
Karu me Drizzy shit
Assam ka launda
Karu me wavy shit
Vibe meri Donda
Karu me Drizzy shit
Time hai kam
Busy Schedule
Music mere liye hai
Jaise hai fuel
Banna hai Shahrukh
Of music industry
Beat aur mere beech
Ban rahi chemistry
Honestly, me itna confident
Me likhke de saku
Mere jaisa koi banda nai
Baate bohot
Kaam nahi
Laya North East me
Wave nayi
Jaise Tsunami
Me Murukami
Rahu akele
Paru sab pe bhaari
Paas hai kulhari
Karu chop vocals
Focus hai cheezo pe
Jaise point focal
Artist me local
Gaane hai mainstream
Dikhta me rude
Lekin sweet jaise icecream
Assam launda
Vibe meri donda
Karu me
Rap ka bukhar me kaise faila raha hu
Jo panno pe likha beat me la raha hu
Log to kehte the mujhe nai aata rap
Par abhi unko me karke dikha raha hu
Sun mere bhai me tujhko bata raha hu
Meri jo na sune unko suna raha hu
Mere jo andar ek kalakaar basa hu
Usko abhi me bahar bula raha hu
Shaitaan hai shaitaan usse bachke rehna
Tamba nahi Sao taka gehna
Thokare khayega mazboot hai rehna
Tu jwala, fatega nahi padega sehna
Log to kahenge unka kaam hai kehna
Unke mu khule reh jaye, jawaab aisa dena
Kaun kehta nadi itni thokaro ke baad bahena
Koi kahe ya na kahe tu apne liye to khaas hai na
Assam ka launda
Karu me wavy shit
Vibe meri Donda
Karu me Drizzy shit
Time hai kam
Busy Schedule
Music mere liye hai
Jaise hai

WRITERS

Aditya Das

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other