Dear God, I don't trust you
Puche na koi ki kaisa hai
Nazariya badla ye paisa hai
Parchayi bhi kehti ki banda
Puche na koi ki kaisa hai
Nazariya badla ye paisa hai
Parchayi bhi kehti ki banda
Sapno ka khoda tha gehra kua
Faqeer ki bhaati roj daalu dua
Teri aulaad toh mathe ke chuum ke
Roya na kar chl akho ko moond le
Kehde, banade is dil ko pathaar sa
Thoos, jo kabhi na kisi k lie ye
Na mai tha harra na mai khoya
Apne baas mai na bas mai roya
Bebaas tha waqt, tha nashe sahare
Jo chode haqiqat mai khoya khoya
Haqiqat mai thoda maazaa de
Chehre pai khushi si thodi sajade
Ya yaadein bhulade, ya chin le saase
Ya jinne ki thodi vajah dee
Puche na koi ki kaisa hai
Nazariya badla ye paisa hai
Parchayi bhi kehti ki banda
Puche na koi ki kaisa hai
Nazariya badla ye paisa hai
Parchayi bhi kehti ki banda
Dear God, mai khud pai bharosa krta hu
Pr ab akela mehsus krta hu