Aye, teri bandi leti feel be
Come join me, baith front seat pe
Ranchi sheher ka ye launda
Sher ki tarah dahaadun ish beat pe
Aye, teri bandi leti feel be
Come join me, baith front seat pe
Ranchi sheher ka ye launda
Sher ki tarah dahaadun ish beat pe
Music ki baat kar raha, thoda chill be
Music my only drug and my second bae
Thank god for this, I really appreciate
Come join me, baith front seat pe
Stash pada hai under the seat be
Light it up, car jaise hotbox
Speaker pe gaane, jaise koi boombox
Ranchi sheher ka ye launda
Karte hum rap, naa karte hum fake baat
Style apna simple, flow apna khatarnaak
Sheher nahi, mere liye ye hai ek jazbaat
Sher ki tarah dahaadun ish beat pe
Dhyaan de aur gaur kar ish baat pe
Start hua chaar bar wala verse ye
Aye, teri bandi leti feel be
Come join me, baith front seat pe
Ranchi sheher ka ye launda
Sher ki tarah dahaadun ish beat pe
Aye, teri bandi leti feel be
Come join me, baith front seat pe
Ranchi sheher ka ye launda
Sher ki tarah dahaadun ish beat pe
Dahaadun ish beat pe kyunki aata hai mazaa
Mujhse bhidna, tere liye hai sazaa
Maine kitni mehnat ki, tujhe kya hi pata
Maine jo bhi kara khud ke dum pe kara
You can call me "Whack ass rapper"
Par mai hu kaiyon se behtar
Tujhe ish baat ki hai darr
Kya mai hu tumse bhi behtar?
Behtar nahi, usse kehte battar
Not at the top, not at the bottom
Par mai le sakta teri wo bhi kehkar
Come join me, baith front seat pe
Ranchi sheher ka ye launda
Sher ki tarah dahaadun ish beat pe
Come join me, baith front seat pe
Ranchi sheher ka ye launda
Sher ki tarah dahaad diya ish beat pe