LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

MULAKAAT

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aaj phone bhi mera bajta raheta man nahi uthaneka
Sab matlab ke liye karte baat kuch fayda nahi jataneka
Apnose kya baat karoo haan kisko mai fariyad karoo koi maukatak nahi deta aapne dukh-dard bataneka

Kisko muzhse matlab nahi sab apnahi batate hai
Muzhko jisse matlab hai wo calltak nahi uthate hai
Jaroorat padeto bhai karlena yaad asalme jaroorat padnepar aukat hi dikhate hai

Bahoot kuch is dilke ander chupe hooe raaz he
Moohpe jaise taale mere chup meri awaj he
Kya bataoo me kisko koi na sunneko tayyar
Baatein inki jhuthi saari baaki sab bekar hai
Is jungle ka mai raja jaise sab mere shikaar hai
Shakalpe inke pyar bhale chupe piche hathiyar he

Kare dostike liye jaan deneki ye baatein
Bole sacche dost kahe sacche iradein
Kisi ladki se jyada kahe jhuthe inke wadein
Pith piche karte baat jaan leneke iradein

Samaypar saath chode saath koi ni aya
Pade rahe ghav kabhi marham nahi lagaya
Har ek dard har ek raaz har kisise chupaya
Chikhta raha chillata raha par kisko nahi bataya

Jo saath mere saath the wo aaj mere saath nahi
Jo khass mere pass the aaj uspe muzhe naaz nahi
Hoti nahi ab baat or jyada mulakaat nahi hoti nahi ab baat or jyada mulakaat nahi

Dostike bhesme yaha dushman mere saathme
Dhoke aise mile jaisa feka lambi ghaatme
Daye-baye dikha muzhe koi ni mere sathme
Dodta raha race me akela kaali raatme

Ab doorhi rahena muzhse mere pass bhi mat ana
Dostika ye drama beta muzhe mat dikhana
Bahoot diye dhoke tumne bhai bhai bolke
Koi kaam bhi hogato mere pass bhi mat Lana

Piche kiya war gira zakham mile gahere
Madat muzhko chaiyye sablog ban gye gunge bahere
Buddhi ki kaami thi ya akal muzhme kam thi
Samajh bhi nahi paya inke ravaan se jyada chahere

Banaya mazak har jagah har halat ka
Dosh diya muzhko jabki dosh nahi tha baatka
Sanskar tere aisehi isme dost tere baapka

Jo saath mere saath the wo aaj mere saath nahi
Jo khass mere pass the aaj uspe muzhe naaz nahi
Hoti nahi ab baat or jyada mulaakat nahi hoti Nahi ab baat or jyada mulaakat nahi

WRITERS

FEP

PUBLISHERS

Lyrics © DroomMusic Pvt. Ltd

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other