Aaj Mera Dil Jale Tere Pairon Tale
Aatma Lo Rab Mile, Dil Mera Tab Khile
Dass Tere Pyaar Ke, Kara Main Kive Gile
Tu Dukh Ka Anant Kinara Hai
Abhi Dil Mera Thoda Bechara Hai
Tu Apni Vyavastha Mein Baithi Hai
Yeh Awaara Dil Teri Taraf Khincha Ja Raha Hai
Yun Agar Dekha Jaye To Chaand Mein Bhi Daag Hai
Angaaron PE Chal Ke Dil Hue Raakh Hai
Bin Sitaron Ke Na Raat Mein Woh Baat Hai
Hum Shayar Dil Jale, Tu Bande Kitaab Hai
TUM To Samay Laaye, Hum Lana Chahte The Daur
Hote Hi Suryaasth, Andhere Se Awaaz Aaye
Abhi Ek Aur, Abhi Ek Aur, Kaash Abhi Ek Aur
You Are My Love Baby, Don't Tell Me Lie
I Wanna Love With You, I Wanna Die
Teri Aankhon Mein Nasha Bahut, I Am So High
You Are My Last Hope, Don't Say Goodbye
Mujhe Pyaar Ki Bimari, Tu Ban Meri Hakeem
Rap Game Sab Tujhpe, Tu Hi Meri Rhyme Scheme
Pyaar Mera Tere Liye Jaise Dhoop Mein Baithun Chhatro
Mile Na Pyaar Use Chheeno Nahi, Maang Lo
Mere Chahe Tujhe, Tu Aaja Mere PaaS
Tujhpe Likhun Gaane Jaise Mai Kishore Kumar
Tere Faisle Ke Baad Bane Hamare Beech Faasle
Utre Jo Dil Se Ham Unhe Apna Na Maante
Karte Mehnat, Na Chain Ki Hum Saans Le
Jab Tum Jaan Se Anjaan, Tab Hum Nahi Pehchaante
Mujhe Chain Na Aaye, TUM Khwaab Ho Kya
Mujhe Yaad Mu Zubaani, TUM Kitaab Ho Kya
Dekh Le Jo Tumhe, Phir Utre Na Nasha Uska
Sach Sach Batao TUM Sharaab Ho Kya
Haan Jaana, Sach Sach Batao TUM Sharaab Ho Kya
Haan Jaana, Sach Sach Batao TUM Sharaab Ho Kya
You Are My Love Baby, Don't Tell Me Lie
I Wanna Live With You, I Wanna Die
Teri Aankhon Mein Nasha Bahut, I Am So High
You Are My Last Hope, Don't Say Goodbye
You Are My Love Baby, Don't Tell Me Lie
I Wanna Live With You, I Wanna Die
Teri Aankhon Mein Nasha Bahut, I Am So High
You Are My Last Hope, Don't Say Goodbye