LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Raaje Frody Sarkaar 840

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
420 Yeh Sab Raaje Frody 840
Samjho Mujhe Bad Boy Ya Samjho Gentle Man
I Am A Look Like A Villain
I Am Not A Hero
I Am 840
I Am 840

Kya Teri Najro Mein Dikhte Hum Fraud Hai
Ghodo Ki Race Mein Ab Kutte Rahe Dodhre
Chale Chalu Aise Mere Tod Ka Na Jod Hai
1 2 Ka 4 Kabhi 1 2 Ka Karod Be
Jaano Mujhko Naam Se Pehchano Mere Kaam Se
Subah Hoti Meri Bhole Tere Naam Se
Inn Sab Se Door Main Khud Hi Mashhoor
Mai Raat Ka Chand Tu Akeli Raat
Andhere Mein Charo Taraf Mera Hi Noor
Jitna Hi Cool Main Utha Hi Hot
Pyar Mein Khada Ek Jagah Jaise Main Bot
Do You Love Me You Love Me Not
Jahan Mein Daude Mere Thousand Thoughts
Sadkon Pe Dhake Khake Badal Gayi Soch
Kis Ke Do Mein Na Paanch Mein Tum Kahaan Rahe Khoj
Hip-hop Ka Roj Yahan Lagta Overdose
Main Duniya Ka Raja Tum Dharti Pe Bojh

(420 Yeh Sab Raaje Frody 840)
420 Yeh Sab Raaje Frody 840
Samjho Mujhe Bad Boy Ya Samjho Gentle Man
I Am A Look Like A Villain
I Am Not A Hero
I Am 840
I Am 840

Shunya Se Shuru Meri Shuruaat
Ratto Ratt Badal Di Main Apni Aukaat
Kal Kare So Aaj Karo Aaj Karta Me Ab
Main Woh Karta Nahi Bilkul Jo Karte Hain Sab
Alag Kuch Aur Apni Hi Taur Hai
Mere Naam Ke Charche Charo Aur Hain
Sab Jagah Phela Ab Mera Hi Shor Hai
Jo Pakda Gaya Bete Wahi Toh Chor Hai

Dekho Mujhe Dhyan Se Pehchano Main Hoon Kaun
Trace Hone Laya Dada Mera Ye Phone
Tripple H Ki Light Band Kari Maine On
Scene Hota Mota Toh Hota Main Moon

I Am Shining Like A Sun
Always I Run
Every Day I Fun It's My Rule Number One
I Am Feeling So High Don't Love And Cry
Frody In The House Bab
I Just Fun And Fly
Fun And Fly

Charso Bees Jaise Bande Do Aate Mujhme
Sabki Nigaho Pe Mere Hi Kabje
Kade Kade Khatam Teri Zindagi Tamaam
Tu Roz Khata Dhake Meri Kalam Karti Kaam
Sarkar Ne Mere Sir Rakha Kitna Inam
Tu Roz Khata Dhake Meri Kalam Karti Kaam

Karne Jaaun Sahi Bas Hote Galat Kaam
Soch Meri Badi Frody Mera Naam
Khada Kiya Frody Empire
Mein Hoon Judge Yahan Mein Hoon Lawyer
Main Hi Woh Mujrim Jisme Kiye Sare Kaand
Phir Bhi Nirdosh Main Kyun Ki Chalta Mera Naam
Frody 840
Raaje Frody 840

Hulchke Chakkar Mein Mat Bhool Apne Goal
Kala Aur Kalakaar Ko Dono Taraf Tol
Tum Karte Pehle Scroll Main Karta Pehle Role
Nashe Mein Frody Khole Inki Pool
Yeh Duniya Hai Gol Aur Paise Ka Jhol

Charo Dishao Mein Baj Rahe Geet
Ek Hasi Bohot Meri Dil Leti Jeet
Haatho Ki Lakiro Se Banti Nhi Taqdeer
Raaze Zindagi Aise Jaise Dil Ke Ameer
Shakal Se Dikhte Thode Gunde Mawali

Tere Kaam Charso Bees Raaje Frody 840
Mujhe Mat Lag Main Deta Sidhi Gaali
Note Mein Mere Gandhi Nahi Currency Meri Jali
Bolo Magar Pyar Mein Frody 840
Mein Frody 840

(420 Yeh Sab Raaje Frody 840)
420 Yeh Sab Raaje Frody 840
Samjho Mujhe Bad Boy Ya Samjho Gentle Man
I Am A Look Like A Villain
I Am Not A Hero
I Am 840
I Am 840

WRITERS

Frody Sarkaar

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Royalty Network, Tunetradr Records

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other