Deewana ho gaya hun tera meri jaan
Deewana ho gaya hun tera meri jaan
Kahin dil nahi lagta hai tab se
Man bharta nahin hai tumse
Kitna khush naseeb hun main
Honton se bayan na kar paun
Ik tarap hai mere seene main
Tum ko main kaise samjhaun
Meri saans meri dharkan ho tum
Mere jeene ka maqsad ho tum
Mera sab kuch bas ab ho tum
Sari dunya ki nazron se chura ke
Tumhe karunga main itna pyar
Pyar ka char jaega bukhar
N this is how it should be
Cs me and you are meant to be
Nazar kisi ki bhi lag jae
Phair bhi apart weel never be
Cs me and you are meant to be
Nazar kisi ki bhi lag jae
Phair bhi apart weel never be
Deewana ho gaya hun tera meri jaan
Deewana ho gaya hun tera meri jaan
Mujhe hosh nahin hai raha
Jaha bhi dekhun bas aati ho
Ik pal nahin chahta hun tumse break
Yeh pyar aik aisa nasha hai
Jab tak tum ho saath mere
Bas mera dil khushiyon se bhara ab hai
N this is how it should be
Cs me and you are meant to be
Nazar kisi ki bhi lag jae
Phair bhi apart weel never be
Cs me and you are meant to be
Nazar kisi ki bhi lag jae
Phair bhi apart weel never be
Deewana ho gaya hun tera meri jaan
Deewana ho gaya hun tera meri jaan