Jiska kan kan me hai vaas
Bhole nath nath mere nath nath
Sambhu nath nath shankar nath
Bhole nath nath mere nath nath
Sambhu nath nath shankar nath
Main bhagat su uska jiski mahima se aprampaar
Aan baithya main haridwar
Main bhagat su uska jiski mahima se aprampaar
Aan baithya main haridwar
Mane chhod di duniya daari
Mera to bas hai tripurari
Mane chhod di duniya daari
Mera to hai bas tripurari
Ib chahiye na kise ka saath
Mere nath nath bhole nath nath
Mere saath saath sambhu nath
Mere nath nath bhole nath nath
Mere saath saath sambhu nath
Mera bhola besak se bhola par khayal bhagat ka rakhe se
Sidhe taar mahre judre na bich me toll lagge se
Mera bhola besak se bhola par khayal bhagat ka rakhe se
Sidhe taar mahre judre na bich me toll lagge se
Ho main sambhu ka vo mera
Jii taarif ki har wo saans
Bhole nath nath mere nath nath
Sambhu nath nath sankar nath
Mere nath nath bhole nath nath
Mere saath saath sambhu nath