Search for Songs, Artists & Albums
Add Song
Add Song
Chal O Rider - Indian Biker's Anthem
Gaanekaar
Gaurav Kumar
Lyrics
Thodi Si Ruhani
Thodi Si Ravani
Aisi Hi Kahani Hai Apni
Manzile Kayi Hai
Rukna Nahi Hai
Rasto Se Yaari Hai Apni
Duniya Ye Hai Badi
Choti Hai Zindagi
Na Ho Ye Beasar
To Chalta Rahe Ye Safar
Chal Chal Chal O Rider
Aawargi Me Chupi Hai
Zimmedariyan
Neeyat Bhi Achi Hai
Roke Nadaniyan
Khuli Hai Ye Baahein
Judna Jo Chahe
Sabki Hai Raahein
Na Apni
Manzile Kayi Hai
Rukna Nahi Hai
Rasto Se Yaari Hai Apni..
Devo Ki Ye Zameen
Karte Hum Bandagi
Bhoomi Hai Ye Amar
To Chalta Rahe Ye Safar
Chal Chal Chal… O Rider...
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS
Share
See A Problem With Something?
Lyrics
Other