Thoda khudke dil ko tum jeene do
Sirf khamoshi sunte dono log
Thoda khudke dil ko tum jeene do
Sirf khamoshi sunte dono log
Behte hawa banke behne do khwahish ko
Galliya pata saari hai iss musafir ko
Chehre paddke sikha likhne me Maahir wo
Kamiyan talaashe bas duniya haan Aakhir kyun
Jhoothi tasalli tum khudko dilaate Kyun
Sheeehe me dekhu hamesha mai Aandhi ko
Dil mera kehta jo karna hai haasil Wo
Sab kuch milega tu kar to bada dil Ko
Tum koi kaid me ni phir kyun Jeete banke kaidi
Maine gairon se dil ki saari baatein Kehdi
Sunta bas mai apni phir bhi wo Samjhate rehti
Gharse door kaafi aaya mai banaate Ghar hi
Wo mujhko dhundhe lekin milta ni Mai kisse jldi
Khudpe rakhta mai bhrosa sunta Hoon mai apni
Bs dikhave ke chakr me saari Duniya atki
Kadwa lgta kyuki likhta hoon mai Baate sachi
Thoda sabar kar ye din bhi badal Denge
Chote hum bachpan se ziddi nasal Ke
Haan bhaagega kabtak tu chehre Badalke
Ab bahr hoon nikla mai daldal me Faske
Sab kuch likha beta tere shakal pe
Focus rakha poora mere hustle pe
Phokat gundagardi kar tere ghrpe
Sau number kabhi hum dial ni krte
Ghoda tere thobde rakha maine
Sochlena beta mai ni time leta Sochne
Gang meri lagi tere gangsta ko Khojne me
Gardi me kon tere kon mere Bombai hai
Chaar gully 8 chele jaani khada Hath dene
Khaali meri jeb lekin bhara pade Note mere
Daudte dimaag me hum ladte Haalaat se
Hai nafrat haraam se ab time ni hai Sunne
Ko tere sawaal ko mai khud hi Sawaal
Jaake bol tere baap ko hum paalte Ni saap ko
Yaad rakho naam poore shot mere Hardcore
Dhandha bana daala label me art Ko
Panja ni fanda hai gardan sambhaal Lo
Meetha tu ladka ni smjhega baat ko
Din mera raat ko mai bhoola ni Sath ko
Jo bhai mera baaju me karta ni Maaf wo