Ghume hum manjil ke aage tak
Paisa kyun peeche hai tere
Paise ke peeche kyun bhaage sab
Sheher ni beta ye jungle hai
Hum to bachpan se shikaari hai
Zinda rehne ko zaroori jo
Zindagi wahi sikha rhi hai
Wo mere sath to aath ajoobe
Jitni thokar thi utni kaafi hai
Jitni thokar thi utni kaafi hai
Wapas nai aata koi rone se
Baate ab krta mai kone se
Tere jaise mile boht se dogle
Jaan bacha kiya teri mai chordh ke
Baaki hai bill aana board pe
Jaati ni wahan koi road ayy
Jahaan jata mera flow dekh
Sab chale jaate hai chordh ke
Doori hai paas mai baitha udaan
Choori ke sath nikaali bhadaas
Jitni thokar thi utni kaafi hai
Jitni thokar thi utni kaafi hai