Khuli kitaabon mein kehte wo pannon si
Nadi kinaare han behte wo jharnon si
Ghalib ki jaise likhi hui ghazalon si
Baarish ki boondon mein khilte wo phoolon si
Baadal ke peeche chupe huye taaron si
Chandaa ke neeche base in bahaaron si
Na jaane kya ye rishta tera mera
Na jaane kyun ye dil kab hua tera
Na jaane kyun ye khwaabon ka ghar mera
Na jaane kyun wo dil ko lage tera