Andhera hai chaaya (Mere saamne)
Mushquil hai jaana (Roshni me)
Mehsoos kuch bhi na (Ho rha mujhe)
Patthar ke jaisa banne lgaa
Kuch pal khushi ki mange ye mera dil kabsee
Angaaron se puthi hai meri zindagi kabsee
Chaahe jo man mera maangu kabhi naa khud se
Jo bhi hai mera ye rub cheen le mujhse
Ab har kadam pe chalna bhi ik paap hai