LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shambhu Ko Naman Hai

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dhyan me jo magan hai
Samadhi ki lagan hai
Moonde hain nain bhale
Dekh raha jagat hai

Vastra jiska Gagan hai
Damru ki damak hai
Sheesh pe viraje ganga
Chandrama ki chamak hai

Har Har Mahadev Shiv Shambhu ko naman hai
Har Har Mahadev Shiv Shambhu ko naman hai

Har Har Mahadev Shiv Shambhu ko naman hai
Har Har Mahadev bhole baba ko naman hai

Naman hai naman Shiv Shambhu ko naman hai
Naman hai naman Bhole baba ko naman hai



Hum to chale aa rhe hai baba teri or
Tootne na dena Bhole preet ki ye dor

Humko teri lagan hai
Mana kathin dagar hai
Dhyan dena bholenath
Hum bhi tere bhagat hai

Har Har Mahadev Shiv Shambhu ko naman hai
Har Har Mahadev Bholebaba ko naman hai

Har Har Mahadev Shiv Shambhu ko naman hai
Har Har Mahadev Bholebaba ko naman hai


Srishti ke aadhar to Mahadev hai
Arambh or ant Mahadev hai

Kailash sadan hai,
Teeno lok sharan hai
Ajanma hai, avinashi
Ajar or amar hai

Har Har Mahadev Shiv Shambhu ko naman hai
Har Har Mahadev Bholebaba ko naman hai

Har Har Mahadev Shiv Shambhu ko naman hai
Har Har Mahadev Bholebaba ko naman hai

Naman hai naman Shiv Shambhu ko naman hai
Naman hai naman Bhole baba ko naman hai

Naman hai naman Shiv Shambhu ko naman hai
Naman hai naman Bhole baba ko naman hai…

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other