Rone de, bas rone de mujhe
Rone de, bas rone de mujhe
Rone de, bas rone de mujhe
Rone de, bas rone de mujhe
Galti jo ki ho to, mujhko maaf karde
Kabhi bhi zarurat ho kisi ki, bass yaad karle
Saal hone ko aaya ab to insaaf karde
Mil baat karle aaja dono wrongs, right
Jaane ke baad to saath me reh, i don't wanna fight
Kami mujhme thi tujhme thi, saza pyaar ko kyu
Aisi kahaniyon me zaruri, dagabaz hain kyu
Hum tarafdaar ho kyu, koi gunehgaar ho kyu
Kyu na samajhta hai wo, kya karna chhodo jaane do
Ab aane do tum aasuon ko (Khud to aaye nahi)
Waise to mere tum paas hi ho (Hat'te ye saaye nahi)
Rone de, bas rone de mujhe
Rone de, bas rone de mujhe
Rone de, bas rone de mujhe
Rone de, bas rone de mujhe