kaise bhulau teri yaadon ko
lagti thi mujhko sach kabhi
maan liya tha joh kaha tune
tujhse na paya bach kabhi
Ab dooriyon ne kardiya hai beasar
Kyu aaj bhi bas mujhko hi teri fikar
use chord de kehte hai sab kahe dil magar
Koi bhar de joh teri jagah
Tune kaha tha rehlena mere bina
Ya dhundna koi mujhse behtar 100 guna
Socha tha lag jayega mann tere bina
Koi bhar de joh teri jagah
Kehneko asaan hai door rehna
Vaise toh asaan hai dard dena
Ab chahe jitni bhi rakhlu main khawaishein
Thukra ke tu saari joh ki guzarishein
Kaise samajhta main teri yeh saazishein
Koi bhar de joh teri jagah