Kaisa anokha Pyar hai Prabhu ji mere
Di Tune jaan apni sabhi ke liye
Mere papon ke badle Yeshu ne dukh uthaya
Korhe khaye aur salib par khoon bahaya
Uske Lahu se milti hai azadi
Paas ao ab Masih ke bulata tumhe
Ishwar ne jagat se aisa Prem kiya
Apna ek lauta Beta jagat ko daan diya
Taki bach jayein papon se hum apne
Wohi ek muafi ka zariya mila hai hamein