LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bairan Barish Original

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
O ho ho ho...
Mann tadpaave kyun
Ae bairan baarish
Kaale kaale baadal chhaaye
Aasmaan pe dekho na
Boondein girein zameen pe tum
Nakhre ab feko na
Baarish mein bheega de khosh shehar ye saara hai
Faltu ghar mein baithi hai
Maane tarsaave hai
Kyun is mausam mein bhi tu bhaav khaave hai
Bheegte din ki ye sundar kahaani re
Tanne banaani padegi meri raani re
O ho
Man mein baja hai koi geet pyaara
Bairan tere chakkar mein dooba dil humara
O ho ho
O ho ho
Humara
Haath mein chai ki pyaali garam aur taaza hai
Bahar dekho mausam ka baj raha baaja hai
Waqt ye pighal raha mom ki tarah
Aaja mere paas kyun khadi hai tu pare
Tujhe dekh ke hi dil mein sukoon aayega
Na to ye aashiq is baarish mein beh jaayega
Bheegte din ki ye sundar kahaani
Bheegte din ki ye sundar kahaani re
Karne banaani padegi meri raani re
Mann mein baja hai koi geet pyaara
Tere chakkar mein dooba dil humaara
Na tadpaave
Aaja ab to
Ae baaran

WRITERS

Govind Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © TalantonCore

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other