LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Baawara

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Baatein bhi khilafaton mein yeh
Yaadein bhi dhuli dhuli si hai
Koi to naa ho phir
Kho naa jaun main kabhi
Khoobsurat hai tu aur
Tera bhi hai samaa to
Jee le ab tu yahan
Koi naaraaz kyun abhi
Jaanu na jaanu na jaanu na
Hai manzeelein kahan?
Tu mujhko bataa
Maanu na maanu na maanu na
Kyun yeh Raasta
Hai mujhse khafaa
Tu khwabon se hai judaa
Bin waasta
Baitha hun main uss jagah
Chulun aasmaan
Mere yaadon mein har subha
Tu aa zaraa
Kaisa hai yeh silsilaa?
(Woo ho)
Bin asar shikaayaten hi kyun hai
Iss qadar yeh saath aadatein hain
Chod naa sakun main yunn (Oo ho)
Har hawaa ke saath geet kyun hai
Kaafilon ki dhoon mein reet yunn hai
Saalon baad raat din mein
Phir kho jaun main abhi
Raahein ye raaton me ghul chalaa
Ban ke daastaan
Aa sunn le zaraa
Iraadein udade tu mannchalaa
Ban ke Baawara
Kaisi hai yeh khalaa
Tu khwabon se hai judaa
Bin waasta
Baitha hun main uss jagah
Chulun aasmaan
Mere yaadon mein har subha
Tu aa zaraa
Kaisa hai yeh silsilaa?
(Woo ho)

WRITERS

Ashish Ranjan, Gyan Dash

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other