Pehli dafa tujhko dekh ke hua tha
Bas mein nahi dil yeh mera khelta hai
Main toh parr laga ke udd raha hun
Uddte uddte bhi main dhoondhu
Hai sirfiri si, yeh haalat meri
Ke teri baatein karte karte
Toh laddoo dil mein foote
Yeh feeling hai, khaas re
Mujhko bana lo apna dumm challa
Tujhpe fida hai dil fulltoo
Aate jate tujhko hi taadu main toh
Kar lo na humse gutar goo