Milke tujhe yun lagta hai
Nazro se baatein hoti rahe
Ankahee baatein sunne lagi
Khamoshiyan ye sajne lagi
Dil ki ijaazat milne lagi
Khwahish mehrbaan hone lagi
Silsile yuh hi chalte rahe
Lamho se keh do, thahre rahe
Ye mulaqatein badhti rahe
Dil ko chhua, bann ke dua