LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Intaducing Gul

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mharo Ghod Bandh Nakhararo - 2
Ghod Bandh Nakhararo
Mharo Ghod Bandh Nakhararo
O Lade Li Looma Jhooma Looma Jhooma Re - 4

Mharo Ghod Bandh Nakhararo - 2
Ghod Bandh Nakhararo
Mharo Ghod Bandh Nakhararo - 2

(Khanan Khanan Khanan Khananke
Chhanan Chhanan Chhanan Chhanan Ke) - (2)

Khanan Khanan Khanan Khananke
Chhanan Chhanan Chhanan
Furr Furr Se Udd Jaayengi Ye Titali
Cham Cham Chamkengi Masti Mein Bijali
Main Kaun Hu Khusbu Hu
Ye Bhi Na Kisi Ke Haath Na Aayengi
Re Uddne Ko Betab Hai Ye Bulbul
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul
Entertainment Honga Sabka Full
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul

Berang Khabo Mein Kuch
Meethe Se Rang Bhar De
Aashao Ki Shopping
Karungi Main Ji Bhar Ke
Saptrangi Kirano Ki
Neel Polisho Ki Range
Badalo Ki Masti Mein
Uddu Main Din Bhar Ke Aye

Mazzafari Ka Show Mufat Me Dekhalo
Kal Padega Mehnga Mehnga
Ha Uddan Ko Betab Hai Ye Bulbul
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul
Entertainment Honga Sabka Full
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul
Uddne Ko Betab Hain Ye Bulbul
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul
Hey Gul Hey Gul Hey Gul

Gul Gul Gul Gul Gulbadan - 4

Palko Ki Chil Mann Se
Sabnam Jo Barsa Du
Soyi Sukhi Sondhi
Umeede Main Jaga Du
Fortunetly Koi Johari Jo Mill Jaye
Telent Ko Main Apne
Duniya Ko Dikhala Du
Kal Jo Banungi Main Aaj Bhi Hu Wahi
Dekho Utar Ke Chasma

Furr Furr Se Udd Jayengi Ye Titali
Cham Cham Chamkengi Masti Mein Bijali
Main Kaun Hu Khusbu Hu
Ye Bhi Na Kisi Ke Haath Na Aayengi
Re Uddne Ko Betab Hai Ye Bulbul
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul
Entertainment Sabka Honga Full
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul

(Uddne Ko Betab Hai Ye Bulbul
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul
Entertainment Sabka Honga Full
Intaducing Gul Hey Gul Hey Gul) - (2)

WRITERS

BIKRAM GHOSH, SONU NIGAM, AHMED SHABBIR SHAMIU

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Universal Music Publishing Group

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other