Sar pe hai chadha jana fever yeh tera
Main tera deewana hoon, isme fault kya mera? (2)
So, kar le tu romance baby, happy hour hai
Hai Tere liye offer mera rozana
Baby main toh nachunga tere ishaaron pe..oo.oo.oo (2)
Pehli bar baby dekha maine tujhe
Mann kiya tujhe choo loon main paas se
Ya kar loon sabar mere dil me hai bhookamp
Mere yaar mujhe karte hain tease tere naam se