Starbucks ab or coffee offee pita nahi
High profile vali life ab mein jita nahi
Sb kuch khoya maine life abhi jeya nahi
Waqt khrb mein face krta peya nahi
Yo maine khoye kaafi apne
Tera jaisa mujhe mila nahi
Pr maine khela kabhi jua nah
Kabhi Life mein aisa hua nahi
Yo jo hona tha voh hogaya
Yo jo khona tha voh khodiya
Yo jisko kehna tha kehgaye
Yo jisko rehna tha voh rehgaye
Tera bina nahi jeena I say noo more
Gum bhula k laga gane likhne mein toh
She say wapas ajao mein bolu no no
Tera yaadein ab lagte mujhko joke
Mein krna chala sapno ko hashil
Pr voh shatir kehti rahgir
Mein mushafir na muraphir
Mein akela hie hoon khush