Na Gucci k liye, na Prada k liye
Karta hu bhai, Dada k liye
Na Gucci k liye, na Prada k liye
Karta hu bhai, Dada k liye
Na Chachu k liye, na Baba k liye
Karta hu bhai, Dada k liye
Dada aaye, from down South
No silver spoon, in his mouth
Bright future, on his mind
Dada k khwaab, aur sapno k liye
But the grass on the other side, subz nahin
Uss struggle k liye, lafz nahin
But dada ne ki, full time mehnat
Iss baat se, saare sehmat
And finally, after all the hassle
Dada pauhnchay, apne Shah Faisal
Na puray k liye, na addhay k liye
Karta hu bhai, Daday k liye
Na thoray k liye, na zyaade k liye
Karta hu bhai, Daday k liye
Down south bole toh, Hyderabad
Wahan k kuch log, abhi bhi yaad
Par woh baat, hogi baad mein
You'd get lost, jaani, uss kitaab main
Mille mumma se, yaad nahin kaise
Per yeh yaad hai, thay nahin paise
Family of 7, saath main kari raise
Same family jo, mujhe kare praise
If I go deeper, subko aaye rona
But you can say that, asli hai corona
Par sacchi baat, thi unki great life
Now in jannat, chilling with his wife
What they call it, Baba? Double-edged knife?
Zaqam binha marham nahin, yehi life
Asar nahin karta namak, iss zaqam gehray pe