Abb har koi jaanay mera naam
Phir kyun dil mera bhari raha
Kabhi kabhi Dar bhi lagta
Kya janoon aage likha hai kya
Toh dil kyun ye bhari raha
Jo kare fakhar mere pe par
Shaid jante nahi hain ye sab
Ke kya kuch mein kho betha hoon
Par jab tak akela nahi hoon
Iss dil ko kyun bhaari karun