Bhool sa gaya tha mein thak sa gaya
Raat hogayi par ye baat na mukki
Aakhir jaanta hoon mein ke ye ghalti meri
Par mein karta toh kya jab mein Pyaar Karta tha
Jo mujh se bhi behtar huay
Aik baat jo mein phir kabhi Bol na paoon
Bus jaanoon na mein abb tere siwa
Aur bhi kuch na lagge apna
Aakhir kyun phir dil mein ye baat hai bethi
Ke phir mujh se behtar ho koi aur abb toh mein
Jo mujh se bhi behtar huay
Aik baat jo mein phir kabhi Bol na paoon
Jo mujh se bhi behtar huay
Jo mujh se bhi behtar huay
Aik baat jo mein phir kabhi Bol na paoon